Baap ney betey sey kaha: “Mein tumhein ek raaz ki baat bata raha hoon, jab tum barey ho jao to sharaab bilkul na peena”
Beta: “Laikin kyun daddy?”
Baap: “Dekho beta sharaab peeney sey aadmi ko cheezein dugni nazar aati hein, maslan woh jo samney do larkey jaa rahey hein woh tumhein chaar nazar aayein gey”
Beta: “Laikin daddy, woh to sirf ek larka hey!”
khob gap hast janom +93782264630.
like