Ek bachey ney apni maa sey poocha, “Ammi, main kaisey paida hua?”
Amma ney jawab diya: Beta, mein ney ek bartan mein matti daal ker is ko dhanp diya or dhoop mein rakh diya, or is mein pani dalti rahee, kuch din bad is bartan mein tum aa gyey”
Bachey ney ghor sey sari baat suni. Ander jaa ker ek bartan nikala, or us mein matti daal ker dhoop mein rakha or dher sara pani daal diya. Kuch din baad bartan khola to us mein sey ek maindak phudakta hua bahar aaya.
Bachey ney maindak pakarney ki koshish ki laikin woh hath na aaya, tang aa ker bacha bola, “Dil to kerta hey tumhein goli maar doon, laikin kia karoon, tum meri aulaad ho”
nice