funny urdu sms in roman english

apni surat ka kabhi to deedaar dey

apni surat ka kabhi to deedaar dey
apni surat ka kabhi to deedaar dey
apni awaz naheen sunani to mat suna
kam az kam ek missed call to maar

Aaj aasmaan mein tarey aisey chamak rahey hein

aaj aasmaan mein tarey aisey chamak rahey hein
aaj aasmaan mein tarey aisey chamak rahey hein
jaisey kal chamak rahey they!

karo

dosti karo college wali sey
piyaar karo office wali sey
aankh matakka karo paros wali sey
love karo dil wali sey
or maar khao ghar wali sey



teri yaad mein qalam uthai

teri yaad mein ham ney qalam uthai
or ek tasweet kaghaz per teri banai
socha tha seeney sey laga ker rakhein gey us ko magar
woh to school mein bachon ko daraney key kaam aai