shayari sad

Zindagi kat gyee

Zindagi kat gai khataoN me
Naam phir bhi hai parsaoN me
kab mili hai sakoon ki dolat
Reshmi makhmali kabaooN me

 

angry

Koi kuch bhi na kahay to pata kya hai
Is bechain khamoshi ki wajah kya hai
Unhain ja kay koi kahay hum lay lenge zahar bhi
Woh sirf yeh to bata dain meri khata kya hai…….

Sab jaan ke bhi mujhse vo bhulaya na gaya

Sab jaan ke bhi mujhse vo bhulaya na gaya
uske diye pyar ka koi bhi nishaan mitaya na gaya
chaha bahut maine ki dafan kar dun uski sab yaadein
vo tuti hui chudi vo barsaat ki raatein,
vo aaine pe lipstik ka nishan vo mahobaat ki baatein
mujhse mere hi dil pe ye juram dhaya na gaya
koi yaad uski na hi apni hateli se uska naam mitaya na gaya



lamha lamha

Lamha Lamha saanse khatam ho rahi hai, Zndagi bhi maut ke pehlu mein so rahi hai, Us Bewafa se na poocho meri maut ki wajah… Woh toh bus zamaane ko dikhane ke liye ro rahi hai !!

Yaad mein teri aankhe bharta hai koi,

Yaad mein teri aankhe bharta hai koi,
har saans ke saath tujhe yaad karta hai koi,
maut to sachai hai aani hai,
lekin teri judaai mein har roz marta hai koi….!