Tablighi jamat k ameer nay safar par rawana honay say pahlay apnay sathiyon ko hidayat ki k jab bhee koi orat nazar aaey to astaghfirullah bolna hey.
Safar shuru huwa per koi aurat nazar na ayi.
Safar taqreeban khatam honay wala tha, achanak ek bola, ‘astaghfirullah’
Baqi sathi: Oey kidher hay kidhar hay?